SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-muu"
Ghazal MATCHES FOR "sar-e-muu"
Ghazal
vasf-e-kaakul me.n sadaa goyaa hai
jo zabaa.n har sar-e-muu banda-navaaz
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
mai.n sar-e-muu nahii.n juu.n zulf kisii se shaakii
baada-dastii ne kiyaa merii pareshaa.n mujh ko
Qayem Chaandpuri
Ghazal
zulf kab kii aatish-e-ayyaam se kumhlaa ga.ii
zulf kaa saaya nahii.n Dhaltaa sar-e-muu aaj bhii
Khursheed Rizvi
Ghazal
ik tiraa rabt ki do din kabhii yaksaa.n na rahaa
ik miraa haal ki hargiz na sar-e-muu badlaa
Bekhud Badayuni
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
qaatil to us kaa har sar-e-muu baal-pan se thaa
aaraa.ish us kii zulf ko shaane ne kyaa kiyaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
hamaare dil pe ye aafat na aatii ik sar-e-muu
pasand ham jo na vo zulf-e-mushkbuu karte
Shuoor Bilgrami
Ghazal
zulmaat-o-adam me.n na rahaa farq sar-e-muu
vo zulf-e-dotaa chhuTte hii paho.nche hai kamar tak
Tanvir Dehlvi
Ghazal
ho pareshaanii sar-e-muu bhii na zulf-e-yaar ko
is liye meraa dil-e-sad-chaak shaana ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Inderjit Nirdosh
Ghazal
vaz.a-daarii me.n ko.ii farq na aayaa sar-e-muu
vahii aavaargii-e-kuu-e-butaa.n hai ki jo thii
Shauq Mahri
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
baiThe hai.n rang ra.ng ujaale taraashne
rakh kar lahuu kii sham.a sar-e-rahguzaar log