SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraabaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "saraabaa.n"
Ghazal
Bilal Aswad
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
'muniir' dasht shuruu.a se saraab-aasaa thaa
is aa.ine ko tamannaa kii aab kyaa dete
Muneer Niyazi
Ghazal
vo samundar hai to phir ruuh ko shaadaab kare
tishnagii kyuu.n mujhe detaa hai saraabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
be-niyaazii ko tirii paayaa saraasar soz o dard
tujh ko ik duniyaa se begaana samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye meraa dil ye saraasar nigaar-KHaana-e-Gam
sadaa isii me.n utartii hai tere hijr kii shaam
Mohsin Naqvi
Ghazal
aap ik jalva saraasar mai.n saraapaa ik nazar
apnii haajat dekhiye merii zaruurat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
us shaKHs ke fareb se vaaqif hai.n ham magar
kuchh apnii pyaas ko hii saraabo.n kaa shauq hai
Charagh Sharma
Ghazal
ai 'zauq' takalluf me.n hai takliif saraasar
aaraam me.n hai vo jo takalluf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ik KHauf saa taarii hai gharo.n se nahii.n nikle
tarsii hu.ii aa.nkho.n ko saraabo.n kaa safar de
Khaleel Tanveer
Ghazal
kare hai baada tire lab se kasb-e-ra.ng-e-faroG
KHat-e-piyaala saraasar nigaah-e-gul-chii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ham ne Dhuu.nDe.n bhii to Dhuu.nDe.n hai.n sahaare kaise
in saraabo.n pe ko.ii umr guzaare kaise
Javed Akhtar
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
vo jo pyaase the samundar se bhii pyaase lauTe
un se puuchho ki saraabo.n me.n fusuu.n kitnaa hai
Shahryar
Ghazal
maGruur bahut the ham aa.nsuu kii saraayat par
so sub.h ke hone ko taasiir nazar aa.ii