SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraabo"
Ghazal MATCHES FOR "saraabo"
Ghazal
Bashir Farooqi
Ghazal
saraab-o-dasht vahii saarbaan tiisraa hai
safar ke saath ba.ndhaa imtihaan tiisraa hai
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
saraab-o-sahraa habaab-o-dariyaa mirii kahaanii
varaq varaq noch kar mujhe be kitaab kar de
Murtaza Ali Shad
Ghazal
saraab-o-dasht zamaan-o-makaan sab yaksaa.n
hame.n bhii dahr me.n ab e'tibaar kis kaa hai
Rahat Hasan
Ghazal
tire sivaa kise Dhuu.nDuu.n saraab-o-sahraa me.n
tirii hii zaat kaa partav har ik tamannaa me.n
Mohammad Asadullah
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
har ko.ii dil kii hathelii pe hai sahraa rakkhe
kis ko sairaab kare vo kise pyaasaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
jhuuT bolaa hai to qaa.em bhii raho us par 'zafar'
aadmii ko saahab-e-kirdaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
apne jangal se jo ghabraa ke u.De the pyaase
har saraab un ko samundar nazar aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
'muniir' dasht shuruu.a se saraab-aasaa thaa
is aa.ine ko tamannaa kii aab kyaa dete
Muneer Niyazi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo samundar hai to phir ruuh ko shaadaab kare
tishnagii kyuu.n mujhe detaa hai saraabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
'faraaz' tuu ne use mushkilo.n me.n Daal diyaa
zamaana saahab-e-zar aur sirf shaa.er tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
vo sehr mudd.aa-talabii me.n na kaam aa.e
jis sehr se safiina ravaa.n ho saraab me.n