SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraahat"
Ghazal MATCHES FOR "saraahat"
Ghazal
kar dii zabaan-e-shauq ne sab sharh-e-aarzuu
alfaaz me.n agarche saraahat na ho sakii
Hasrat Mohani
Ghazal
lafz abhii iijaad ho.nge har zaruurat ke liye
sharh-e-raahat ke liye Gam kii saraahat ke liye
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
ehsaas Gam kaa hai na KHushii kii KHushii mujhe
diivaana kar ga.ii hai tirii be-ruKHii mujhe
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
na dil bharaa kabhii haq se na raabte TuuTe
magar aqiide jo baatil ke saath the TuuTe
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
pata nahii.n hame.n dene hai.n imtihaa.n kyaa kyaa
KHaraaj legii mohabbat kahaa.n kahaa.n kyaa kyaa
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
badlii hu.ii duniyaa kii nazar dekh rahii huu.n
dekhaa nahii.n jaataa hai magar dekh rahii huu.n
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
zehn-e-KHvaabiida ko masruuf-e-amal rakhnaa hai
kyaa zaruurii ki ishaaro.n me.n saraahat bhii rahe
Syed Amin Ashraf
Ghazal
vo kiimiyaa se daaG mire pairahan ke the
taare hasiin jaise kisii anjuman ke the
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
zindagii ke aa.ine par ik sadaaqat likh dii kyaa
ek paagal ne bhalaa aisii ibaarat likh dii kyaa
Aziqur Rahman Sarim
Ghazal
ye apnaa ghar mai.n sar-e-raah le to aayaa huu.n
badal le raasta suuraj to phir saraahat hai
Saeed Naqvi
Ghazal
gar na hotaa hai terii anaa ke liye
to nibhaataa na paas-e-vafaa ke liye
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
sang-e-dar dekh ke hairaan the ham kis kaa hai
dil ne samjhaa diyaa jhuk kar ye haram kis kaa hai
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
kamand-e-‘aql kahaa.n ruuh-e-kaa.enaat kahaa.n
abhii saraahat-e-ramz-e-hayaat hii na hu.ii
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
suKHan suKHan ba-saraahat bayaa.n samajhne lage
mire hariif bhii merii zabaa.n samajhne lage