SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarautaa"
Ghazal MATCHES FOR "sarautaa"
Ghazal
Deedar Bastawi
Ghazal
fikr-e-naala me.n goyaa halqa huu.n ze-sar-taa-paa
uzv uzv juu.n zanjiir yak-dil-e-sadaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sar-taa-qadam zabaan hai.n juu.n sham.a go ki ham
par ye kahaa.n majaal jo kuchh guftuguu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
aa.e the chashm-e-shauq kii hasrat nikaalne
sar-taa-qadam nigaah banaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
vahshat-e-zaKHm-e-vafaa dekh ki sar-taa-sar dil
baKHiya juu.n jauhar-e-teG aafat-e-giiraa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
KHur shabnam-aashnaa na hu.aa varna mai.n 'asad'
sar-taa-qadam guzaarish-e-zauq-e-sujuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n huu.n ki ishtiyaaq me.n sar-taa-qadam nazar
vo hai.n ki ik nazar kii ijaazat nahii.n mujhe
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
saa.ncho.n me.n husn o nuur ke Dhaltaa gayaa shabaab
sar-taa-qadam shabaab hii hotaa chalaa gayaa
Nushur Wahidi
Ghazal
tuu saraapaa ajr ai zaahid mai.n sar-taa-paa gunaah
baaG-e-jannat terii KHaatir karbalaa mere liye
Meer Anees
Ghazal
jis bazm me.n tum jaa.oge us bazm ko 'aajiz'
ye guftuguu-e-be-sar-o-paa yaad rahegii