SEARCH RESULTS
Showing search results for "sariir"
Ghazal MATCHES FOR "sariir"
Ghazal
aate hai.n Gaib se ye mazaamii.n KHayaal me.n
'Gaalib' sariir-e-KHaama navaa-e-sarosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo sair-chashm huu.n mere liye hai be-vaq'at
jamaal-e-huur-o-sharaab-tahuur-o-shiir-o-‘asal
Ahmad Faraz
Ghazal
faqr ke hai.n mo.ajizaat taaj o sariir o sipaah
faqr hai miiro.n kaa miir faqr hai shaaho.n kaa shaah
Allama Iqbal
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
hai sariir-e-KHaama rezish-haa-e-istiqbaal-e-naaz
naama KHud paiGaam ko baal-o-par-e-parvaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
be-nishaa.n hai safar raat saarii pa.Dii hai magar
aa rahii hai sadaa dam-ba-dam sabr kar sabr kar
Nasir Kazmi
Ghazal
ghuTaa ghuTaa saa na rah tajrabo.n ke mahbas me.n
sariir-e-vaqt kii raaho.n se tuu kitaab me.n aa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
rahe jo zindagii me.n zindagii kaa aasraa ho kar
vahii nikle sariir-aaraa qayaamat me.n KHudaa ho kar
Ehsan Danish
Ghazal
aap ne naaraaz ho kar jab se aa.nkhe.n pher lii.n
merii dushman ban ga.ii saarii KHudaa.ii dekhiye
Shahnaz Muzammil
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
raftaar-e-kilk qahr hai aafat sariir-e-kilk
mazmuu.n jo likh rahaa huu.n tire bol-chaal ke
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
vajuud-e-Gaib kaa irfaan TuuT jaataa hai
sariir-e-KHaama se vijdaan TuuT jaataa hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
sariir-e-saltanat se aastaan-e-yaar behtar thaa
hame.n zill-e-humaa se saaya-e-diivaar behtar thaa
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
Sarwar Arman
Ghazal
zabaan o dil ke ta'alluq kaa bhii lihaaz rahe
'sariir' dil ko na chhuu le vo shaa.irii kyaa hai
Sareer Kabiri
Ghazal
kaun yaa.n saath liye taaj-o-sariir aayaa hai
yaa.n to jo aayaa hai pahle so faqiir aayaa hai