SEARCH RESULTS
Showing search results for "satr"
Ghazal MATCHES FOR "satr"
Ghazal
ik satr bhii kabhii na likhii mai.n ne tere naam
paagal tujhii ko yaad bhii aataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
hai.n merii zaat se mansuub sad fasaana-e-ishq
aur ek satr bhii ab tak nahii.n likhii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
aur ab udaasii kii satr-poshii kaa marhala hai
thakan ke dhaago.n se ek chaadar banaa rahaa huu.n
Abbas Tabish
Ghazal
phir vo satr aatii hai jab asal likhii jaatii hai
mujh ko tahriir miTaa aatii hai tahriir ko mai.n
Shaheen Abbas
Ghazal
jo satr hai vo gasuu-e-huur-e-bahisht hai
KHaal-e-parii hai nuqta hamaarii kitaab kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ai qatra-e-KHuu.n mus.haf-e-ruKHsaar pe til bin
ai satr-e-tapaa.n kaaGaz-e-saada pe dahak bhii
Khalid Ahmad
Ghazal
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
kam kahaa aur sujhaayaa hai zyaada 'aalii'
ek ik satr me.n ik an-kahii rakkhii hu.ii hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ham se na satr-e-hast pe kuchh guftuguu karo
apnii samajh me.n aa.e jo matlab ajiib hai.n