SEARCH RESULTS
Showing search results for "sehan-e-masjid"
Ghazal MATCHES FOR "sehan-e-masjid"
Ghazal
ik brahman ne ye aa ke sehan-e-masjid me.n kahaa
ishq jis patthar ko chhuu le vo KHudaa ban jaa.egaa
Saleem Ahmed
Ghazal
ye mai-kada to nahii.n ye to sehan-e-masjid hai
ye aa gayaa mai.n kahaa.n se kahaa.n ma.aaz-allaah
Nazeer Muzaffarpuri
Ghazal
zaKHm hai.n laala-o-gul partav-e-sehn-e-gulshan
dekhiye dil kaa mire rashk-e-gulistaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
yaado.n kii ghanii chhaa.nv hai yaa Gam kii siyaahii
ashjaar-sifat sehan-e-dil-o-jaan me.n kyaa hai
Obaid Siddiqi
Ghazal
sehan-e-aa.inda ko imkaan se dho.e jaa.e.n
baa.njh hai qarya-e-jaa.n aa.iye ro.e jaa.e.n
Hammad Niyazi
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
kis naam se 'qaa.em' mai.n tujhe kah tuu pukaaruu.n
ai aar-e-dar-e-masjid o ai na.ng-e-KHaraabaat
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Jameeluddin Aali
Ghazal
ai shaiKH-e-haram aaj tiraa faisla kyaa hai
saf-bandi-e-masjid ki saf-aaraa.i-e-maidaa.n
Farooq Banspari
Ghazal
mire gunaah mire saath aa.o masjid me.n
gavaah tum bhii mirii bandagii ke ho jaa.o
Shakeel Azmi
Ghazal
band hai.n mandir o masjid kii dukaane.n saarii
aaj baazaar ye sunsaan hai ghar me.n rahiye
Vineet Aashna
Ghazal
mandir-o-masjid se uThtaa hai dhu.aa.n
ghar me.n hai do vaqt kaa aaTaa nahii.n