SEARCH RESULTS
Showing search results for "sehan-e-masjid"
Nazm MATCHES FOR "sehan-e-masjid"
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
chaadare.n maal-e-Ganiimat me.n jo ab ke aa.ii.n
sehan-e-masjid me.n vo taqsiim hu.ii.n sab ke huzuur
Shibli Nomani
Nazm
aurat
dil-paziirii-e-azaa.n dildaarii-e-naaquus-e-dair
sehan-e-masjid kaa taqaddus partav-e-faanuus-e-dair
Shaad Aarfi
Nazm
iqbaal ke mazar par
ba-zer-e-saaya-e-diivaar-e-masjid hai jo aasuuda
ye KHaakii jism hai sattar baras kaa raah paimuuda
Hafeez Jalandhari
Nazm
rihai
ik gha.Dii bhar ke liye guu.nj uThaa sehan-e-qafas
baT ga.ii dard kii tauqiir ka.ii naamo.n me.n
Ayaz Bilgrami
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
pur thaa pahluu-e-masjid-e-jaame
raushaniyaa.n thii.n har-suu laame
Akbar Allahabadi
Nazm
koi rahbar koi sathi koi apna na mila
jab mujhe mandir-o-masjid me.n Thikaanaa na milaa
kal hiqaarat se jo kahte the bhikaaran mujh ko
Waqif rae Barelvi
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
aadmii KHud hii parastaar-e-jahaalat ban gayaa
mandir-o-masjid kaa jhag.Daa ek aadat ban gayaa
Nazir Fatehpuri
Nazm
qaum se KHitab
dair-o-masjid chho.D shaiKH-o-barhaman ke vaaste
Guncha-o-gul vaqf kar ahl-e-chaman ke vaaste
Ameen Salaunvi
Nazm
Tipu
manaar-e-masjid-e-jaame se de rahaa huu.n sadaa
dakan kii KHaak ke zarro tumhe.n hazaar salaam
Arsh Malsiyani
Nazm
masjid-e-ahmarin
daruun-e-masjid kha.De manaare azaan dete
to vaadii-e-ishq se tuluu.a namaaz hotii