SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaa.iraa.n"
Ghazal MATCHES FOR "shaa.iraa.n"
Ghazal
sab shaa.iraa.n KHariida-e-darbaar ho ga.e
ye vaaqi.a to daaKHil-e-diivaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
jasaarat-e-suKHan-e-shaa.iraa.n se Darnaa kiyaa
Gariib mashGala-e-qiil-o-qaal hii ke to hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
man turaa haajii bagoyam tuu moraa haajii bago
shaa.iraan-e-pesha-var ye mashGala karte rahe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
shaa.iraan-e-asr kii tujh ko to hai paiGambarii
buu-saliimii bhii hu.e ai 'mehr' paidaa ek aur
Hatim Ali Mehr
Ghazal
hamaarii qadr karo ham hai.n shaa.iraan-e-junuu.n
qalam kii nok se fasl-e-hayaat kaaTte hai.n
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
sher kii aamad nahii.n hotii hai kyaa 'naashaad' ab
shaa.iraan-e-asr to kahte hai.n pechiida Gazal
Nashad Aurangabadi
Ghazal
ajiib haal hai ham shaa.iraan-e-urdu kaa
zabaa.n milii hai magar ham-zabaa.n nahii.n miltaa
Rizwan Banarsi
Ghazal
nikaalaa karte the baalo.n kii khaale.n
kabhii ham bhii KHayaal-e-shaa.iraa.n the
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
shaa'iraan-e-'ahd-e-nau ne kar diyaa urdu kaa KHuu.n
shaa'irii ke naam par karne lage fankaariyaa.n
Meer Anjum Parvez
Ghazal
shaa.iraan-e-dahr ko ab hai pareshaanii nasiib
karte hai.n ustaad-e-akmal jam.a diivaa.n in dino.n
Ibraheem Aajiz
Ghazal
nazaakat lataafat Gam-e-jaavedaa.n
ki hai KHuub raKHt-e-dil-e-shaa’iraa.n
Kanwal Pradeep Mahajan
Ghazal
ye to rasta hai dilo.n ko ek rakhne kaa magar
shaa'irii ko ye giroh-e-shaa’iraa.n samjhaa nahii.n