SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaa.iraa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shaa.iraa.n"
Ghazal
sab shaa.iraa.n KHariida-e-darbaar ho ga.e
ye vaaqi.a to daaKHil-e-diivaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
jasaarat-e-suKHan-e-shaa.iraa.n se Darnaa kiyaa
Gariib mashGala-e-qiil-o-qaal hii ke to hai.n
Irfan Siddiqi
Nazm
pand-nama
ai parastaar-e-mah-ruKHaan-e-jahaa.n
ai kamaa.n-daar-e-shaa.iraan-e-javaa.n
Josh Malihabadi
Ghazal
man turaa haajii bagoyam tuu moraa haajii bago
shaa.iraan-e-pesha-var ye mashGala karte rahe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shaa.iraa.n"
Kulliyat
tuu na hove to nazm-e-kul uTh jaa.e
sachche hai.n shaa.iraa.n KHudaa hai ishq
Meer Taqi Meer
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
shaa.iraan-e-asr kii tujh ko to hai paiGambarii
buu-saliimii bhii hu.e ai 'mehr' paidaa ek aur
Hatim Ali Mehr
Kulliyat
na rakkho kaan nazm-e-shaa'iraan-e-haal par itne
chalo Tuk 'miir' ko sun.ne ki motii se pirotaa hai
Meer Taqi Meer
Nazm
do-aba bast jalandhar
rai-zaado.n aur sardaaro.n kii KHaak-e-paak tuu
shaa.iraan-e-KHush-bayaa.n kaa marja-e-idraak tuu
Arsh Malsiyani
Nazm
dastur sazi ki koshish
arz-e-sheristaan me.n ye shaa.iraana KHaasiyat
cancer kii tarah se jab phailne ba.Dhne lagii
Raza Naqvi Vahi
Ghazal
hamaarii qadr karo ham hai.n shaa.iraan-e-junuu.n
qalam kii nok se fasl-e-hayaat kaaTte hai.n
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
sher kii aamad nahii.n hotii hai kyaa 'naashaad' ab
shaa.iraan-e-asr to kahte hai.n pechiida Gazal
Nashad Aurangabadi
Sher
aaKHir to arsh par hai.n arvaah-e-shaa.iraa.n bhii
jaave.nge vaa.n to un kii garm anjuman kare.nge