SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaa.istagii"
Ghazal MATCHES FOR "shaa.istagii"
Ghazal
shaa.istagii-e-Gam ke sabab aa.nkho.n ke sahraa
namnaak to ho jaate hai.n jal-thal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
hamaare lahje kii shaa.istagii ke dhoke me.n
hamaarii baato.n kii gahraa.iyaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
isii kaa naam hai shaa.istagii o paas-e-vafaa
palak tak aa ke jo aa.nsuu thamaa thamaa saa lagaa
Iqbal Azeem
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
karaKHt hone lage hai.n bujhe hu.e lahje
mire mizaaj me.n shaa.istagii ke aane se
Alam Khursheed
Ghazal
rago.n me.n chiiKHtaa phirtaa hai ek sail-e-junuu.n
agarche lahje me.n shaa.istagii malaal kii hai
Irfan Sattar
Ghazal
kamaal ye thaa ki ham bahs haar baiThe the
hamaare lahje kii shaa.istagii bachii hu.ii thii
Liaqat Jafri
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
jis ke lahje me.n ho shaa.istagii-e-ta.nz-e-latiif
aisaa shaa.er hii zariif-e-azalii hotaa hai
Khalid Irfan
Ghazal
aashiqii sheva-e-rindaan-e-balaa-kash hai miyaa.n
vaj.h-e-shaa.istagii-e-KHanjar-e-qaatil rahiye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
vo rakh-rakhaav na dekhaa diye ke jalne me.n
jo us ke bujhne me.n shaa.istagii nazar aa.ii
Pirzada Qasim
Ghazal
dil-sozi-e-vafaa ko shakebaa.ii kii ataa
shaa.istagii ye ra.ng-e-hinaa kii thii kuchh dino.n
Kishwar Naheed
Ghazal
Gaaro.n me.n rahne vaalo.n kii shaa.istagii kaa qad
sa.Dko.n pe raqs kartii hu.ii aagahii se puuchh
Abid Akhtar
Ghazal
shaa.istagii mohabbate.n ulfat vafaa hayaa
rakkhii hai mere paas tirii sab nishaaniyaa.n