SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaaKH-e-shajar"
Ghazal MATCHES FOR "shaaKH-e-shajar"
Ghazal
patte nahii.n kahii.n harii shaaKH-e-shajar nahii.n
is shahr me.n bahaar kii ko.ii KHabar nahii.n
Ghalib Ahmad
Ghazal
har ek shaaKH-e-shajar kii taraf lapaktaa hu.aa
havaa kaa jho.nkaa idhar aayaa thaa bhaTaktaa hu.aa
Mehmood Rashid
Ghazal
mubtalaa hai soch me.n ye dekh ke duniyaa 'shajar'
kyo.n musallaa chaadar-e-aab-e-ravaa.n hone lagaa
Shajar Abbas
Ghazal
samajh gayaa thaa tujhe dekhte hii jaan-e-'shajar'
hazaar baar luTe.nge jo ek baar mile.n
Muzammil Abbas Shajar
Ghazal
Raza Mauranvi
Ghazal
zard aataa hai nazar KHauf-e-KHizaa.n se vo bhii
ek pattaa jo sar-e-shaaKH-e-shajar baaqii hai
Rahman Khawar
Ghazal
chand tinke jo sar-e-shaaKH-e-shajar lipTe hai.n
tujh ko ma.aluum hai ai barq nasheman hai miraa
Naseer Baloch
Ghazal
taa-sub.h barg-o-shaaKH-o-shajar jhuumte rahe
kal shab balaa kaa soz havaa ke gale me.n thaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Gauhar Aziz
Ghazal
e.azaaz-e-ra.ng-o-buu se navaazaa gayaa use
jis gul ke sar pe saaya-e-shaaKH-e-shajar na thaa
Asad Jafri
Ghazal
khulii havaa.o.n me.n u.Dnaa to us kii fitrat hai
parinda kyuu.n kisii shaaKH-e-shajar kaa ho jaa.e
Waseem Barelvi
Ghazal
ye tajrabaat kaa mausam ajiib mausam hai
kahii.n bhii shaaKH-e-shajar par numuu nahii.n rahtaa
Abul Khair Nashtar
Ghazal
hamaare shahr ke har sa.ng-baar se ye kaho
hamaarii shaaKH-e-shajar par samar nahii.n aayaa