SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaaKH-e-shajar"
Nazm MATCHES FOR "shaaKH-e-shajar"
Nazm
jab chali sard hawa
chand lamho.n ko bane the ziinat-e-shaaKH-e-shajar
jaane ye kab tak rahe.nge yuu.n havaa ke dosh par
Riyaz Anwar
Nazm
katik ka chand
chaa.nd kab se hai sar-e-shaaKH-e-sanobar aTkaa
ghaas shabnam me.n sharaabor hai shab hai aadhii
Ibn e Insha
Nazm
gulha-e-aqidat
sarzamiin-e-hind ko jannat banaane ke liye
kaise kaise dast-o-baazuu ke shajar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
kashmir
hai KHitta-e-sar-sabz me.n ik nuur kaa 'aalam
har shaaKH-o-shajar par shajar-e-tuur kaa 'aalam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
dosti ka hath
vo haath shaaKH-e-gul-e-gulshan-e-tamannaa hai
mahak rahaa hai mire haath me.n bahaar kaa haath
Ali Sardar Jafri
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
sar-e-shaaKH-e-nihaal-e-Gam chahaktaa hai
ko.ii bhuulaa hu.aa bisraa hu.aa dukh
Ahmad Faraz
Nazm
tere baghair
ro rahe hai.n Guncha-o-barg-o-shajar tere baGair
baaG kii saarii fazaa hai nauhagar tere baGair
Jauhar Nizami
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
hamesha sabz rahegii vo shaaKH-e-mehr-o-vafaa
ki jis ke saath ba.ndhii hai dilo.n kii fat.h o shikast
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
qalam
tuu khilaataa hai na.e gul jo ravaa.n hotaa hai
rang ye shaaKH-e-gul-e-tar me.n kahaa.n hotaa hai
Master Basit Biswani
Nazm
mir
sar-zamiin-e-sher ka.aba aur tuu is kaa KHaliil
shaaKH-e-tuubaa-e-suKHan par hamnavaa-e-jibra.iil