SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaahzaada"
Ghazal MATCHES FOR "shaahzaada"
Ghazal
tuu ne kyaa qindiil jalaa dii shahzaadii
surKH hu.ii jaatii hai vaadii shahzaadii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Iftikhar Naseem
Ghazal
kahaa.n milegaa hasiino.n ko daur-e-haazir me.n
vo shaahzaada jo pariyo.n kii daastaan me.n hai
Abbas Dana
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
mai.n raushnii kii kisii saltanat kaa shahzaada
magar charaaG mile hai.n bujhe-bujhaa.e mujhe
Tariq Qamar
Ghazal
ja.ng dastak liye aa pahu.nchii hai darvaaze tak
shaahzaada lab-o-ruKHsaar me.n uljhaa hu.aa hai
Khurshid Talab
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
shahzaada so gayaa hai kahaanii sune baGair
bachpan ke taaq me.n rakhii gu.Diyaa udaas hai
Sidra Sahar Imran
Ghazal
idhar se guzraa thaa mulk-e-suKHan kaa shahzaada
ko.ii na jaan sakaa saaz-o-raKHt aisaa thaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ek KHayaal-aabaad thaa mere dil me.n bhii
KHud ko mai.n shahzaada dekhaa kartaa thaa
Alam Khursheed
Ghazal
shahzaada shahzaadii rasta bhuul ga.e
raah me.n ho ga.ii shaam kahaanii KHatm hu.ii
Shabnam Shakeel
Ghazal
mai.n jinhe.n yaad huu.n ab tak yahii kahte ho.nge
shaahzaada kabhii naakaam nahii.n aa saktaa
Idris Babar
Ghazal
ek shahzaada hai jo nii.nd me.n hai barso.n se
teraa bosa hii use hosh me.n laa saktaa hai
Vishnu Virat
Ghazal
itnii pyaarii ha.nsii tumhaarii shahzaadii
saare ghar ko jagmag kartii shahzaadii