SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahi"
Ghazal MATCHES FOR "shahi"
Ghazal
jo faqr me.n suruur hai shaahii me.n vo kahaa.n
ham bhii rahe hai.n nashsha-e-daulat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
tirii zindagii isii se tirii aabruu isii se
jo rahii KHudii to shaahii na rahii to ruu-siyaahii
Allama Iqbal
Ghazal
hariir atlas-o-kamKHvaab pankhu.Dii resham
kisii ke phuul se talvo.n se shaah-maat sabhii
Shahzad Qais
Ghazal
kaafir hai musalmaa.n to na shaahii na faqiirii
momin hai to kartaa hai faqiirii me.n bhii shaahii
Allama Iqbal
Ghazal
darbaar me.n ab satvat-e-shaahii kii alaamat
darbaa.n kaa asaa hai ki musannif kaa qalam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
miirii me.n faqiirii me.n shaahii me.n Gulaamii me.n
kuchh kaam nahii.n bantaa be-jur.at-e-rindaana
Allama Iqbal
Ghazal
bahut thaa zo.am jinhe.n apnii shah-savaarii par
gire kuchh aise ke siine ke bal ghisaTne lage
Nawaz Asimi
Ghazal
shahr uj.De to kyaa hai kushaada zamiin-e-KHudaa
ik nayaa ghar banaa.e.nge ham sabr kar sabr kar
Nasir Kazmi
Ghazal
abhii itraa rahe hai.n saakinaan-e-qasr-shaahii
abhii aa.nkho.n se un ke mahv ghar afsos kaa hai
Khurshid Talab
Ghazal
jab satvat-e-shaahii ko kuchh Thes lagii hogii
suulii pe ka.ii sarmad laTkaa.e ga.e ho.nge
Bekal Utsahi
Ghazal
svaa.ng bharnaa kabhii shaahii kabhii durveshii kaa
kisii suurat se mujhe us kii nazar me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
rashk-e-shaahii ho na kyuu.n apnii faqiirii 'hasrat'
kab se karte hai.n Gulaamii shah-e-jiilaanii kii
Hasrat Mohani
Ghazal
Dr. Azam
Ghazal
Guruur-e-husn me.n shaahii jalaal hotaa hai
parii-ruKHo.n kaa sabhii kuchh kamaal hotaa hai
Shahzad Qais
Ghazal
uryaani-e-tan hai ye ba-az-KHil.at-e-shaahii
ham ko ye tire ishq me.n saamaan hai maujuud