SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahpar"
Ghazal MATCHES FOR "shahpar"
Ghazal
chashm parvaaz o nafas KHufta magar zo.af-e-umiid
shahpar-e-kaah pa.e-muzhda-risaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
mausam bhii munfa.il hai bahut kyaa bharuu.n u.Daan
rishta havaa.o.n kaa mire shahpar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bas-ki dau.De hai rag-e-taak me.n KHuu.n ho ho kar
shahpar-e-ra.ng se hai baal-kushaa mauj-e-sharaab
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo jis kii paak u.Daano.n ke mo'tarif the sab
jale hu.e vahii shahpar hayaa ke rakkhe the
Zafar Moradabadi
Ghazal
zindagii hai to badal letii hai karvaT 'shahpar'
aadmii huu.n kabhii haivaan bhii ho jaataa huu.n
Shehpar Rasool
Ghazal
yaa rab giraa aduu pe 'amaanat' ke tuu vo barq
do Tuk.De jis se shahpar-e-ruuhul-amii.n hu.aa
Amanat Lakhnavi
Ghazal
aaKHir ko thak-haar ke mujh ko zamii.n par aanaa hai
zor-o-shor-e-baazuu kaisaa shahpar-vahpar kyaa
Zeb Ghauri
Ghazal
raat bhar taaqat-e-parvaaz ugaatii hai unhe.n
kaaT detaa hai sahar-dam mire shahpar ko.ii
Zeb Ghauri
Ghazal
saath naame ke ga.ii jaan bhii suu-e-jaanaa.n
ho gayaa taa.ir-e-jaa.n ke liye shahpar kaaGaz
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
raat ik shahr ne taaza kiye manzar apne
nii.nd aa.nkho.n se u.Dii khol ke shahpar apne
Irfan Siddiqi
Ghazal
Ambar Bahraichi
Ghazal
nanhaa ko.ii parind u.Daa jab to yuu.n lagaa
himmat ne aasmaan ko shahpar me.n rakh liyaa