SEARCH RESULTS
Showing search results for "shajra-e-nasab"
Ghazal MATCHES FOR "shajra-e-nasab"
Ghazal
jo mo'tarif the mire shajra-e-nasab ke sab
vo log ho ga.e ruKHsat yahaa.n se kab ke sab
Khwaja Razi Haidar
Ghazal
tumhaare naam kii tohmat hai mere sar pe 'nabiil'
judaa hai varna miraa shajra-e-nasab tum se
Aziz Nabeel
Ghazal
chaahe namruud ho fir.aun ho yaa ki ho yaziid
saahab-e-shajra-o-aulaad nahii.n hone ke
Adeel Zaidi
Ghazal
mai.n apnii zaat kii pahchaan tak ga.nvaa baiThaa
KHayaal-e-izzat-e-naam-o-nasab me.n rahte hu.e
Ashfaq Husain
Ghazal
us ko nasiib ho na sakaa rishta-e-KHuluus
jo qaa.il-e-qaziya-e-hasab-o-nasab hu.aa
Lais Quraishi
Ghazal
Wasif Farooqi
Ghazal
jo raa.nda-e-zamaana the ab shahryaar hai.n
kis ko KHayaal-e-naam-o-nasab apne shahr me.n
Khatir Ghaznavi
Ghazal
hai bataane kii ko.ii chiiz bhalaa naam-o-nasab
ham ne puuchhaa na kabhii naam-o-nasab batlaayaa
Ajmal Siraj
Ghazal
sar-e-ehsaas pe dastaar-e-faziilat na rahii
bas ki ab silsila-e-naam-o-nasab kuchh bhii nahii.n
Sultan Akhtar
Ghazal
charaaG-e-naam-o-nasab bujh gayaa a.ndhere me.n
Guruur TuuT gayaa saarii kaj-kulaahii kaa
Shakeel Azmi
Ghazal
apnaa hii lahuu qaatil-e-tahziib-o-nasab hai
is shahr me.n kis kis se KHabar-daar rahaa jaa.e
Mahshar Badayuni
Ghazal
hai kis ke liye lutf Gazab kis ke liye hai
ye zaabta-e-naam-o-nasab kis ke liye hai
Syed Amin Ashraf
Ghazal
zehn-e-taariik me.n be-naam-o-nasab the kuchh dard
jo chamak uThne kii tadbiir se pahchaane ga.e
Abhishek Shukla
Ghazal
daa'vaa-e-naam-o-nasab sab kii zabaa.n se jaarii
vaaqi'a ye hai ki paaband-e-salaf ko.ii nahii.n
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
aam itnaa rahaa shohra-e-zar shor-e-saraa me.n
kaam aa.ii nahii.n narmii-e-tahziib-o-nasab kuchh
Mahshar Badayuni
Ghazal
na puuchh maz.hab-o-naam-o-nasab savaal na kar
jo hai tiraa hai vahii meraa rab savaal na kar
Nasreen Syed
Ghazal
Sahba Akhtar
Ghazal
KHayaal-o-fikr kii sachchaa.iyaa.n bhii shaamil hai.n
mire lahuu me.n mire shajara-e-nasab kii tarah