SEARCH RESULTS
Showing search results for "shajra-e-nasab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shajra-e-nasab"
Sher
mai.n nahii.n maantaa kaaGaz pe likhaa shajra-e-nasab
baat karne se qabiile kaa pata chaltaa hai
Mahmood Ahmad Hashmi
Ghazal
jo mo'tarif the mire shajra-e-nasab ke sab
vo log ho ga.e ruKHsat yahaa.n se kab ke sab
Khwaja Razi Haidar
Nazm
main zer-e-lab apna shajra-e-nasab dohra raha tha
mai.n zer-e-lab
apnaa shajra-e-nasab dohraa rahaa thaa
Jawaz Jafri
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
shajara-e-nasab
शजरा-ए-नसबشَجَرَۂ نَسَب
Arabic
family tree, genealogy, ancestry, pedigree, descent, parentage, blood line, lineage, extraction
BOOKS MATCHES FOR "shajra-e-nasab"
MORE MATCHES FOR "shajra-e-nasab"
Ghazal
mai.n apnii zaat kii pahchaan tak ga.nvaa baiThaa
KHayaal-e-izzat-e-naam-o-nasab me.n rahte hu.e
Ashfaq Husain
Ghazal
us ko nasiib ho na sakaa rishta-e-KHuluus
jo qaa.il-e-qaziya-e-hasab-o-nasab hu.aa
Lais Quraishi
Ghazal
raato.n ke a.ndhero.n me.n ye log ajab nikle
sab naam-o-nasab vaale be-naam-o-nasab nikle
Farhat Qadri
Nazm
han meri mahbuba
haa.n merii mahbuuba
teraa naam pata aur shajara-e-nasab to jaante hai.n ham
Sarmad Sahbai
Ghazal
charaaG-e-naam-o-nasab bujh gayaa a.ndhere me.n
Guruur TuuT gayaa saarii kaj-kulaahii kaa
Shakeel Azmi
Ghazal
baraa-e-naam-o-nasab go nahii.n hunar meraa
banaa hu.aa hai magar marhala safar meraa
iqraar mustafa
Ghazal
jo raa.nda-e-zamaana the ab shahryaar hai.n
kis ko KHayaal-e-naam-o-nasab apne shahr me.n