SEARCH RESULTS
Showing search results for "shama-e-ilm-o-daanish"
Ghazal MATCHES FOR "shama-e-ilm-o-daanish"
Ghazal
bha.Dak na jaa.e kahii.n sham-e-ilm-o-daanish bhii
junuu.n junuu.n hii rahe aagahii na ban jaa.e
Shaz Tamkanat
Ghazal
haasil-e-ilm-e-bashar jahl kaa irfaa.n honaa
umr bhar aql se siikhaa kiye naadaa.n honaa
Fani Badayuni
Ghazal
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
teraa irfaan tuu kyaa KHud ko na pahchaan sakaa
thaa miraa daa.ra-e-ilm-o-KHabar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
shu.uur-e-ilm-o-hunar dars-e-aagahii ke liye
mataa-e-hosh ba.Dii shai hai aadmii ke liye
Hakeem Zakir Tonki
Ghazal
bisaat-e-daanish-o-harf-o-hunar kahaa.n khole.n
ye sochte hai.n lab-e-mo'tabar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
is aa.ine me.n ko.ii aks yuu.n na ubhregaa
nazar se silsila-e-daanish-e-nazar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
'sham.a' itnaa to kabhii us kii samajh me.n aa.e
Duubtii kashtii kaa saahil se taqaaza kyaa hai
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
vo shaKHs aayaa thaa ai 'sham.a' le ke mausam-e-gul
use KHabar hii na thii dard meraa zevar thaa
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
ai 'sham.a' kis ne dii thii tujhe aisii bad-du.aa
ghar me.n ko.ii charaaG na jaltaa dikhaa.ii de
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
da.avaa thaa jin ko apnii masiihaa.ii par bahut
ai 'sham.a' un ke ham ne karam aazmaa liye