SEARCH RESULTS
Showing search results for "shama-e-ilm-o-daanish"
Nazm MATCHES FOR "shama-e-ilm-o-daanish"
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
an-pa.Dh thaa aur jaahil qaabil mujhe banaayaa
duniyaa-e-ilm-o-daanish kaa raasta dikhaayaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
nasur
ye bhii laazim hai ki mat kiije ziyaada guftuguu
taaki ahl-e-'ilm-o-daanish me.n na ho.n be-aabruu
Jabbar Wasif
Nazm
b amman se KHitab
ai ki terii zaat thii sarmaaya-e-ilm-o-amal
ai ki teraa har iraada thaa nihaayat hii aTal
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
fasana-e-adam
kabhii jalaa.ii a.ndhere me.n sham.a-e-ilm-o-amal
kabhii bujhaa dii hidaayat kii raushnii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
batao to sahi
aadmii ko 'aql-o-‘ilm-o-aagahii detaa hai kaun
chaa.nd ko taaro.n ko aaKHir raushnii detaa hai kaun
Mehdi Pratapgarhi
Nazm
iqbaal se ham-kalami
the hakiim-e-sharq se shaiKH-e-mujaddid ham-kalaam
gosh-bar-aavaaz sab daanish-varaan-e-ilm-o-dii.n
Shorish kashmiri
Nazm
aligaDh uniwersity
markaz-e-ilm-o-hunar mai-kada-e-soz-o-saaz
sajda-e-shauq se aabaad hai rindo.n kaa haram
Anjum Azmi
Nazm
shahr-e-zulmat ko sabaat nahin
phail jaa.egii in dayaaro.n me.n
ilm-o-daanish kii raushnii har-suu