SEARCH RESULTS
Showing search results for "shifaa"
Ghazal MATCHES FOR "shifaa"
Ghazal
agar jalaa.e tumhe.n bhii shifaa mile shaayad
ik aise dard kii tum ko shu.aa.e.n bhejii hai.n
Gulzar
Ghazal
kaavish-e-dard-e-jigar kii lazzato.n ko bhuul kar
maa.il-e-aaraam o mushtaaq-e-shifaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Ghazal
ai shaafa-e-mahshar jo kare tuu na shafaa.at
phir kaun vahaa.n tere sivaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
laayaa nahii.n hunuuz naved-e-visaal-e-dost
ham shikva-sanj sustii-e-paik-e-sabaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
charaaG haath me.n ho to havaa musiibat hai
so mujh mariiz-e-anaa ko shifaa musiibat hai
Anjum Saleemi
Ghazal
vo chehra ek shifaa-KHaana hai mirii KHaatir
vo ho to jaise ko.ii chaaraagar saa rahtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
na samjho dasht shifaa-KHaana-e-junuu.n hai ye
jo KHaak sii bhii pa.De phaa.nknii davaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
use qariib se dekhaa to kuchh shifaa paa.ii
ka.ii baras me.n mire jism se buKHaar gayaa
Haseeb Soz
Ghazal
bane ye zahr hii vaj.h-e-shifaa jo tuu chaahe
KHariid luu.n mai.n ye naqlii davaa jo tuu chaahe