SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikasht e zindan ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "shikasht e zindan ebooks"
Ghazal
fikr kyaa unhe.n jab tuu saath hai asiiro.n ke
ai Gam-e-asiirii tuu KHud shikast-e-zindaa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
shikast-e-dil me.n bhii ik zindagii nazar aa.ii
diyaa bujhaa to hame.n raushnii nazar aa.ii
Pirzada Qasim
Ghazal
Saib Asmi
Ghazal
shikast-e-zindagii vaise bhii maut hii hai naa
to sach bataa ye mulaaqaat aaKHirii hai naa
Afzal Khan
Ghazal
shikast-o-fat.h hayaat-o-mamaat suud-o-ziyaa.n
ye ek mai.n hai miraa intishaar kyaa kyaa kuchh
Tanvir Wasfi
Ghazal
shikast-e-dil hai to kyaa raah-e-ishq tark na kar
ye dekh kyaa kahii.n parvarda-e-ziyaa.n ko.ii hai
Abrar Ahmad
Ghazal
Moid Rasheedi
Ghazal
Gam hai shikast kaa na KHushii fat.h kii 'falak'
mujh ko amal se kaam hai suud-o-ziyaa.n se kyaa
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
be-shak shikast-e-dil pe vo mab.huut rah gayaa
lekin shikast-e-dil me.n bhii zinda ik aas thii
Anwar Sadeed
Ghazal
vo jin ko apnii zinda-dilii par Guruur thaa
KHauf-e-shikast-e-faash liye bhaagte rahe
Qazi anwar
Ghazal
shikast-o-reKHt kii duniyaa me.n zinda rahne kii
bikhar bikhar ke simaTne kaa hausla rakhnaa
Jamil Nazar
Ghazal
shikast-e-dil kaa jo ehsaas ab bhii zinda hai
to phir ye ho.nTo.n pe hai.n muskuraahaTe.n kaisii
Murtaza Barlas
Ghazal
yaad un kii dil me.n aa.ii vo aasuudgii liye
zulmat me.n aa.e jaise ko.ii raushnii liye
Ejaz Warsi
Ghazal
na hote shaad aa.iin-e-gulistaa.n dekhne vaale
fasaana bhii agar pa.Dh lete unvaa.n dekhne vaale
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
zindaa.n kii dil-shikasta tanhaa.iyo.n me.n ko.ii
diivaar-o-dar se jaane kyaa guftuguu kare hai
Majaz Jaipuri
Ghazal
pindaar-e-shab-e-Gam kaa darbaar salaamat hai
par sham-e-farozaa.n kaa inkaar salaamat hai
Atif tauqeer
Ghazal
jo tere hote hu.e zindagii shikast hu.ii
mirii shikast se pahle tirii shikast hu.ii
Tahir Faraz
Ghazal
mohabbat kii jahaa.nbaanii ke din hai.n
zamii.n par KHuld-saamaanii ke din hai.n