SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikast-e-jaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "shikast-e-jaa.n"
Ghazal
shikast-e-jaa.n se sivaa bhii hai kaar-e-fan kyaa kyaa
azaab khii.nch rahaa hai miraa badan kyaa kyaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
tuluu-e-sub.h hai nazre.n uThaa ke dekh zaraa
shikast-e-zulmat-e-shab muskuraa ke dekh zaraa
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
aur itne uu.nche suro.n me.n ki saa.ns ukha.D jaa.e
shikast-e-jaan kaa ham naGma gaate rahte hai.n
Miraash
Ghazal
KHud ishq qurb-e-jism bhii hai qurb-e-jaa.n ke saath
ham duur hii se un ko pukaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kitaab-e-ziist KHudaa-raa ko.ii Gazal bhii sunaa
shikast-e-jaa.n kii faqat ruu.edaad ban ke na aa
Farhan Salim
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
ab to shikast-e-jaa.n ke amal se najaat de
ye naa-tavaa.n vajuud dukho.n se niDhaal hai
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
andar se TuuT phuuT bhii hotii chalii ga.ii
ham ne shikast-e-jaa.n ko gavaaraa samajh liyaa
Ahmad Adil
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mutrib bhii tuu nadiim bhii tuu saaqiyaa bhii tuu
tuu jaan-e-anjuman hii nahii.n anjuman bhii hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
shikast-e-jaa.n ko abhii e'tibaar-e-jaa.n hai bahut
saraab-e-dasht me.n dariyaa ke KHvaab aate hai.n
Sajid Amjad
Ghazal
aafat-e-jaa.n us parii se dil lagaanaa ho gayaa
us ko kyaa chaahaa ki ik dushman zamaana ho gayaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
usii ke naam se paataa hai kaam-e-jaa.n lazzat
usii kaa ism mubaarak hai dil-paziir apnaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
chhupaa rahe na ruKH-e-yaar zulf me.n kyuu.n-kar
taqayya farz hai momin ko hifz-e-jaa.n ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
vo garm-e-sarf-e-naaz the vaa.n bazm-e-Gair me.n
sargarm us taraf miraa dil sarf-e-jaa.n me.n thaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
mashaam-e-jaa.n hu.ii yaaquub kii vahii.n taaza
jo pahu.nchii misr se yuusuf ke pairahan kii buu