SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikastagii"
Ghazal MATCHES FOR "shikastagii"
Ghazal
shikastagii me.n bhii kyaa shaan hai imaarat kii
ki dekhne ko ise sar uThaanaa pa.Dtaa hai
Azhar Inayati
Ghazal
kisii ko kyaa ho dilo.n kii shikastagii kii KHabar
ki TuuTne me.n ye shiishe sadaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
ko.ii bhii chiiz salaamat nahii.n magar ye dil
shikastagii me.n jo apnii misaal ho gayaa hai
Ajmal Siraj
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
vafaa-e-ahd hai ye paa-shikastagii to nahii.n
Thahar gayaa ki mire ham-safar nahii.n aa.e
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
qubuul kiijiye lillaah tohfa-e-dil ko
nazar na kiijiye is kii shikastagii kii taraf
Akbar Allahabadi
Ghazal
mahsuus kar rahaa huu.n mai.n karb-e-shikastagii
tum bhii shaguft-e-gul kii sadaa Gaur se suno
Himayat Ali Shayar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
apnii shikastagii pe vo naadim nahii.n hu.aa
merii barahna-paa.ii kaa jis ne gila kiyaa
Yasmeen Hameed
Ghazal
dil kii shikastagii ne Daraa.e rakhaa hame.n
vaa.n chii.n jabii.n par aa.ii ki yaa.n rang zard thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
mujh ko shikastagii kaa qalaq der tak rahaa
kyuu.n chehra phir janaab kaa faq der tak rahaa
Bekal Utsahi
Ghazal
ye phailtii shikastagii ehsaas kii taraf
dariyaa ravaa.n-davaa.n hai.n mirii pyaas kii taraf
Adil Mansuri
Ghazal
taaza rakhaa hai zehn me.n karb-e-shikastagii
jab kuchh na ban pa.Daa to kahii.n chhup ke ro liye
Murtaza Barlas
Ghazal
KHvaabo.n ke intiKHaab me.n kyaa chuuk ho ga.ii
har baar ik shikastagii ta.abiir me.n rahii
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
naazuk dilo.n kaa husn hai ra.ng-e-shikastagii
phaTne se kab gulo.n kaa hu.aa pairahan KHaraab