SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiq"
Ghazal MATCHES FOR "shiq"
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
inqilaabaat hai.n KHud apne usuulo.n kaa javaaz
ab ke aa.iin me.n ye shiq bhii ba.Dhaa dii jaa.e
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
vo sunnii bachcha kaun thaa jis kii jafaa ne 'jaun'
shii.aa banaa diyaa hame.n shii.aa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq me.n sar pho.Dnaa bhii kyaa ki ye be-mehr log
juu-e-KHuu.n ko naam de dete hai.n juu-e-shiir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
shaq ho gayaa hai siina KHushaa lazzat-e-faraaG
takliif-e-parda-daari-e-zaKHm-e-jigar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Rehman Faris
Ghazal
qayaamat ke aane me.n rindo.n ko shak thaa
jo dekhaa to vaa.iz chale aa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
maazii kii raakh ulTii.n to chingaariyaa.n milii.n
be-shak kisii ko chaaho magar is qadar nahii.n
Aalok Shrivastav
Ghazal
gumaa.n yahii hai ki dil KHud udhar ko jaataa hai
so shak kaa faa.eda us kii nazar ko jaataa hai