SEARCH RESULTS
Showing search results for "sholo.n"
Ghazal MATCHES FOR "sholo.n"
Ghazal
Muzaffar Razmi
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
yuu.n dekhtaa hai tiirgii-e-aab-o-gil me.n kyaa
sholo.n se khel dil ko jalaa aur jalaa ke dekh
Fani Badayuni
Ghazal
vo muntaqim huu.n ki sholo.n kaa khel kheltaa huu.n
mirii kamiingii detii hai daastaan mujhe
Saqi Faruqi
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
ham kab se lapakte hu.e sholo.n me.n kha.De hai.n
is aag me.n ik gul kii havaa le ga.ii ham ko
Saqi Faruqi
Ghazal
duur tak saahil pe dil ke aablo.n kaa aks thaa
kashtiyaa.n sholo.n kii dariyaa mom ke bahte rahe
Iffat Zarrin
Ghazal
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
kabhii hamaarii zaruurat pa.Degii duniyaa ko
dilo.n kii barf ko sho'lo.n me.n Dhaalne ke liye
Ehsan Danish
Ghazal
kuchh aur mire dard ke sho'lo.n ko havaa do
be-nuur hu.e daaG a.ndheraa hai ziyaa do
Jaleel 'Aali'
Ghazal
kyaa tum se kahe.n kyaa hai aaha.ng 'shamiim' apnaa
sholo.n kii kahaanii hai shabnam kii zabaanii hai
Shamim Karhani
Ghazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
pairaahan-e-ra.ngii.n se sho'la saa nikaltaa hai
maa'suum hai kyaa jaane daaman kahii.n jaltaa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
sau baar basaa.ii hai shab-e-vasl kii jannat
sau baar Gam-e-hijr ke sho'lo.n me.n jale hai.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
zindagii kii haisiyyat buu.nd jaise paanii kii
naachtii hai sholo.n par chashm-e-nam me.n jaltii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
jalaa huu.n hijr ke sho'lo.n me.n baar-haa ajmal
magar mai.n 'ishq huu.n jaate nahii.n hai.n bal mere
Ajmal Siraj
Ghazal
har aadmii ko KHvaab dikhaanaa muhaal hai
sho'lo.n me.n jaise phuul khilaanaa muhaal hai