SEARCH RESULTS
Showing search results for "sila-kaar-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "sila-kaar-e-mohabbat"
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Saleem Siddiqui
Ghazal
Kaami Shah
Ghazal
is kaar-e-mohabbat kaa bas itnaa hunar jaanaa
ik baKHiya udha.D jaanaa ik zaKHm kaa bhar jaanaa
Kazim Wasti
Ghazal
javaanii kaar-farmaa-e-mohabbat hotii jaatii hai
qayaamat me.n bapaa taaza qayaamat hotii jaatii hai
Sarosh Lucknowi
Ghazal
ban kar armaan-e-mohabbat jo dilo.n par chhaa sake
kahne vaale bhii kahe.n to aisaa afsaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
laakh raas aa.e magar kaam hai naadaanii kaa
tum mire maa-hasal-e-kaar-e-mohabbat pe na jaa.o
Irfan Siddiqi
Ghazal
ye kaar-e-mohabbat bhii kyaa kaar-e-mohabbat hai
ik harf-e-tamannaa hai aur us kii paziiraa.ii
Khurshid Rabbani
Ghazal
taa-der na ho dil bhii KHabar-daar-e-mohabbat
ik ye bhii hai andaaz-e-fusuu.n-kaar-e-mohabbat
Jigar Moradabadi
Ghazal
kuchh na thaa yaad ba-juz-kaar-e-mohabbat ik umr
vo jo big.Daa hai to ab kaam ka.ii yaad aa.e
Jameeluddin Aali
Ghazal
yaqiin kar o mohabbat yahii munaasib hai
ziyaada din mirii sohbat ko iKHtiyaar na kar
Anjum Saleemi
Ghazal
bahut mah.ngaa hai ab kaar-e-mohabbat
bahut tho.De me.n chal jaataa thaa pahle
Zaheeruddin Qureshi
Ghazal
kuchh to mushkil hai bahut kaar-e-mohabbat aur kuchh
yaar logo.n se mashaqqat nahii.n kii jaa saktii
Jamal Ehsani
Ghazal
bhale ho kaar-e-mohabbat yaa kaar-e-duniyaa 'zubair'
hamaare saath hamesha KHasaare jaate hai.n
Zubair Qaisar
Ghazal
masruuf hai.n kuchh itne ki ham kaar-e-mohabbat
aaGaaz to kar lete hai.n jaarii nahii.n rakhte
Abbas Tabish
Ghazal
kahaa.n tak ho sakaa kaar-e-mohabbat kyaa bataa.e.n
tumhaare saamne hai kaam jitnaa ho rahaa hai