SEARCH RESULTS
Showing search results for "silaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "silaa.ii"
Ghazal
shiishe kii silaa.ii me.n kaale bhuut kaa cha.Dhnaa
baam kaaTh kaa gho.Daa niim kaa.nch kii golii
Bashir Badr
Ghazal
ta.Dap ke rakh diye aa.nkho.n pe merii haath us ne
mai.n zaKHm dekh rahaa thaa silaa.ii karte hu.e
aabid umar
Ghazal
miraa vajuud thaa uryaa.n badan ke paikar me.n
hijaab ke liye terii qabaa silaa.ii ga.ii
Kashif Shakeel
Ghazal
udhe.Dtaa hii rahaa tuu yaqiin kii chaadar
tamaam umr rafuu kii silaa.ii kii mai.n ne
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
chaak-e-daaman ko mire chuum ke ye us ne kahaa
chaak-e-daaman kii silaa.ii to nahii.n ho saktii
Faizan Jaffery Al-Khwarzami
Ghazal
un kii nazar me.n rang jo sab se achchhaa thaa
mai.n ne usii rangat kii shirt silaa.ii hai
Iliyas Chishti
Ghazal
KHud rafuu-gar ne jigar chaak kiyaa 'aKHtar' kaa
KHuub ro ro ke phir us ne hii silaa.ii kii hai
Akhtar Azmi
Ghazal
aur to mujh ko milaa kyaa mirii mehnat kaa sila
chand sikke hai.n mire haath me.n chhaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
zindagii ko bhii sila kahte hai.n kahne vaale
jiine vaale to gunaaho.n kii sazaa kahte hai.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
vafaa kii aa.nch suKHan kaa tapaak do in ko
dilo.n ke chaak rafuu se silaa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
aap daulat ke taraazuu me.n dilo.n ko taule.n
ham mohabbat se mohabbat kaa sila dete hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sazaa de.n sila de.n banaa de.n miTaa de.n
magar vo ko.ii faisla to sunaa de.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
itnaa to dostii kaa sila diijiye mujhe
apnaa samajh ke zahr pilaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
KHushk diivaar me.n siilan kaa sabab kyaa hogaa
ek adad za.ng lagii kiil thii tasviir ke ba.ad