SEARCH RESULTS
Showing search results for "silaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "silaa.ii"
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
kuchh silaa.ii ke kisii kaam me.n masruuf hai.n yuu.n
jaise ye kaam hai dar-asl har ik shai kii asaas
Akhtarul Iman
Nazm
rishwat
sirf ik patluun silvaanaa qayaamat ho gayaa
vo silaa.ii lii miyaa.n darzii ne na.ngaa kar diyaa
Josh Malihabadi
Nazm
eidi kaise baDhai jae
patluun kii silaa.ii pachchaanve ruupa.e dii
urfii ke boot saa.Dhe-chhai-sau ruupe me.n aa.e
Muzaffar Hanfi
Nazm
culture
jin kii zabaano.n narKHuro.n aa.nto.n pe kaa.ii kii silaa.ii
haath me.n miTTii ke phuul
Abdur Rasheed
Nazm
shikwa
dil tujhe de bhii ga.e apnaa sila le bhii ga.e
aa ke baiThe bhii na the aur nikaale bhii ga.e
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
piyaa pe ye gudaazish ye gumaa.n aur ye gile kaise
sila-sozii to meraa fan hai phir is ke sile kaise
Jaun Eliya
Nazm
farar
merii ummiido.n kaa haasil mirii kaavish kaa sila
ek be-naam aziyyat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
self made logon ka alamiya
ye nahii.n ki un ko is roz-o-shab kii kaahish kaa
kuchh sila nahii.n miltaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
bad-shuguni
na.e na.e daa.ero.n kii gardish me.n apne mehvar se haT gayaa huu.n
sila jazaa KHauf naa-umiidii
Iftikhar Arif
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
ehsaas-e-Gam-e-dil jo Gam-e-dil kaa sila hai
us husn kaa ehsaas hai jo terii ataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
silan
bas ek hii sur me.n, ek hii lai pe sub.h se dekh
dekh kaise baras rahaa hai udaas paanii
Gulzar
Nazm
imtihan mein kaamyabi
sila milaa hai hame.n saal bhar kii mehnat kaa
chamak rahaa hai sitaara hamaarii qismat kaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
jagir
haa.e vo garm o dil-aavez ubalte siine
jin se ham satvat-e-aabaa kaa sila lete hai.n