SEARCH RESULTS
Showing search results for "sipaar"
Ghazal MATCHES FOR "sipaar"
Ghazal
le jaa.e.n mujh ko maal-e-Ganiimat ke saath aduu
tum ne to Daal dii hai sipar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
paas-e-hayaat kaa KHayaal ham ko bahut buraa lagaa
pas ba-hujuum-e-ma.arka jaan ke be-sipar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n jo paikaar me.n andar kii huu.n be-teG-o-zirah
aaKHirash kaun hai jo siina-sipar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
shamshiir merii, merii sipar kis ke paas hai
do meraa KHuud par miraa sar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
is rifaaqat ko sipar apnii banaa le.n jii le.n
shahr kaa shahr hii qaatil hai miraa saath na chho.D
Mazhar Imam
Ghazal
aah-e-sahar kii merii barchhii ke vasvase se
KHurshiid ke mu.nh uupar aksar sipar rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
siyaah-baKHto.n ko yuu.n baaG se nikaal ai charKH
ki chaar phuul to daaman me.n ho.n sipar kii tarah
Meer Anees
Ghazal
sipar banaataa huu.n lafzo.n ko sher me.n lekin
qalam ko apne mai.n shamshiir kartaa rahtaa huu.n
Raeesuddin Raees
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
du.aa.e.n karte rahe ham bhii dushmano.n ke liye
par apne vaaste ham bhii sipar badalte rahe