SEARCH RESULTS
Showing search results for "sitam-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "sitam-e-yaar"
Ghazal
huu.n fareb-e-sitam-e-yaar kaa qaa.il 'akbar'
marte marte na khulaa ye ki jafaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
jitnii jitnii sitam-e-yaar se khaataa hai shikast
dil javaa.n aur javaa.n aur javaa.n hotaa hai
Amir Usmani
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
bhuul kar bhii sitam-e-yaar kaa shikva na karo
mujh se ai bul-havaso dars-e-vafaa le jaa.o
Shayar Fatehpuri
Ghazal
jamaal-e-yaar se raushan hu.ii mirii duniyaa
vo chamkii dil me.n kiran maahtaab se pahle
A G Josh
Ghazal
muhaal thaa ki ham ai 'josh' zinda rah sakte
firaaq-e-yaar me.n ik roz mar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
ham dil-figaar chaak-e-garebaa.n jahaa.n rahe
paiham nishaana-e-sitam-e-aasmaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
har baar khii.nch laa.ii hame.n Gairat-e-junuu.n
sau baar yuu.n to ham bhii dar-e-yaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
huzuur-e-yaar bhalaa kaise arz-e-haal kare.n
ham aisii taab na aisii majaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
barham the KHvaab nii.nd kii retiilii os par
us par sitam ki taa.er-e-shab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
mujhe to chashm-e-gurezaa.n bhii iltifaat lagii
tire sitam pe bhii iisaar kaa gumaa.n guzraa