SEARCH RESULTS
Showing search results for "sitam-e-yaar"
Nazm MATCHES FOR "sitam-e-yaar"
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
etiraf
haath par haath dhare
sitam-o-jaur-e-shab-o-roz-e-zamaana se pare
Syed Abbas Raza Tanweer
Nazm
dil-e-mayus
dil-e-maayuus bataa ai dil-e-naakaam bataa
mubtalaa-e-sitam-e-gardish-e-ayyaam bataa
Rabia Sultana Nashad
Nazm
zindan ki ek sham
lahlahaate hai.n jis tarah dil me.n
mauj-e-dard-e-firaaq-e-yaar aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
ye kas dayaar-e-adam me.n muqiim hai.n ham tum
jahaa.n pe muz.daa-e-diidaar-e-husn-e-yaar to kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizan ke git
abhii to anjuman-e-mehr-o-maah bikne do
abhii naqaab-e-ruKH-e-husn-e-yaar baaqii hai
Razia Rana
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
KHush huu.n firaaq-e-qaamat-o-ruKHsaar-e-yaar se
sarv-o-gul-o-saman se nazar ko sataa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
payaam-e-diida-e-afsaana-kaar chho.D gayaa
hikaayat-e-KHam-e-gesuu-e-yaar chho.D gayaa
Nayyar Wasti
Nazm
aurat
tere jaur-o-sitam-o-naaz-o-talavvun ke qatiil
kaa.np kar kahte hai.n nairangii-e-qismat tujh ko
Azeemuddin Ahmad
Nazm
shoara-e-qaum se KHitab
ai shaa.iraan-e-qaum zamaana badal gayaa
par misl-e-zulf-e-yaar tumhaaraa na bal gayaa
Shah Deen Humayun
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mausam-e-sarma ki barish ka ye pahla roz hai
sehr itne hai.n jamaal-e-mehrbaan-e-yaar me.n
jitne is sarmaa kii baarish ke hasii.n asraar me.n
Muneer Niyazi
Nazm
taKHliq
muu-qalam halqa-e-abruu ko banaa de KHanjar
lafz nauho.n me.n raqam mad.h-e-ruKH-e-yaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
ek shikwa
idhar apnii kaamyaabii se ye hotii merii haalat
Gam-e-hijr to na hotaa Gam-e-vasl-e-yaar hotaa
Jaleel Qidwai
Nazm
ai nigar-e-gul
yahii usuul rahaa hai vafaa-parasto.n kaa
har ek haal me.n tausiif-e-husn-e-yaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
tarz-e-hayat
fursat tirii aziiz hai manzil kii raah le
kab tak shikaayat-e-sitam-e-aasmaa.n rahe