SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyaa"
Ghazal MATCHES FOR "siyaa"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
merii qismat me.n likhe the ye unhii.n ke aa.nsuu
dil ke zaKHmo.n ko siyaa hai ko.ii afsos nahii.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
dosto ab mujhe gardan-zadanii kahte ho
tum vahii ho ki mire zaKHm siyaa karte the
Shahzad Ahmad
Ghazal
KHayyaat ne qazaa ke jaama siyaa jo meraa
aayaa na jii me.n itnaa kyaa is me.n jo.D Daaluu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ab to faqr-o-faaqa kii aabruu isii se hai
taar taar daaman ko kyo.n bhalaa siyaa jaa.e
Pirzada Qasim
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aisii tartiib se zaKHmo.n ko siyaa hai mai.n ne
chaaraagar Gaur se Taa.nko.n kii taraf dekhte hai.n
Aaquib Shaad
Ghazal
roz-e-azal se taa-ba-abad apnii jaib kaa
thaa ek chaak jis ko mai.n baiThaa siyaa kiyaa
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
ye to sach hai ki nahii.n apne garebaa.n kii KHabar
teraa daaman to ka.ii baar siyaa hai mai.n ne
Qamar Moradabadi
Ghazal
mai.n in dukho.n kaa gila kis liye karuu.n ai 'siyaa'
inhii dukho.n ne nikhaarii hai shaKHsiyat merii
Siya sachdev
Ghazal
na gayaa KHayaal-e-zulf-e-siyah jafaa.-sha.aaraa.n
na hu.aa ki sub.h hove shab-e-tiira rozgaaraa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n saahab-e-izzat huu.n mirii laash na kholo
dastaar ke purzo.n se kafan mai.n ne siyaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
rindaan-e-mai-parast siya-mast hii sahii
ai shaiKH guftuguu to shariifaana chaahiye