SEARCH RESULTS
Showing search results for "so.e"
Ghazal MATCHES FOR "so.e"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
muntazir kab se tahayyur hai tirii taqriir kaa
baat kar tujh par gumaa.n hone lagaa tasviir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
vo jo tumhaare haath se aa kar nikal gayaa
ham bhii qatiil hai.n usii KHaana-KHaraab ke
Adil Mansuri
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
nichlaa rahaa na soz-e-daruu.n intizaar me.n
is aag ne sura.ng lagaa dii mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ye kahaa.n kii riit hai jaage ko.ii so.e ko.ii
raat sab kii hai to sab ko nii.nd aanii chaahiye
Madan Mohan Danish
Ghazal
kha.nDar kii tah se buriida-badan saro.n ke sivaa
milaa na kuchh bhii KHazaano.n kii aarzuu kar ke