SEARCH RESULTS
Showing search results for "so.e"
Nazm MATCHES FOR "so.e"
Nazm
KHwabon ke byopari
jab haath kii rekhaa.e.n chup thii.n
aur sur sa.ngiit me.n so.e the
Ahmad Faraz
Nazm
walid sahab ke nam
aziiz-tar mujhe rakhtaa hai vo rag-e-jaa.n se
ye baat sach hai miraa baap kam nahii.n maa.n se
Tahir Shaheer
Nazm
hubb-e-watan
jab vatan me.n hamaaraa thaa ramnaa
tum se dil baaG baaG thaa apnaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
mulaqat
jo ho na sakii baat vo chehro.n se ayaa.n thii
haalaat kaa maatam thaa mulaaqaat kahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
inqalab
ravaa.n-davaa.n tujhe hindostaa.n se so.e adam
ba-qalb-e-zaar o ba-chashm-e-pur-aab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
jo ishq ko kaam samajhte the
yaa kaam se aashiqii karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
izhaar aur rasai
aadmii kis se magar baat kare?
baat jab hiila-e-taqriib-e-mulaaqaat na ho
Noon Meem Rashid
Nazm
aap-biti
chhap ga.e hai.n mirii nazro.n se KHad-o-KHaal-e-hayaat
har taraf abr ghaneraa nazar aataa hai mujhe
Qateel Shifai
Nazm
ek thi aurat
kabhii aise jaise ko.ii baat kahne lagii ho
kabhii aise jaise na bole.nge tum se
Meeraji
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
tujhe KHud se alag kaise karuu.n me.n
tujhe jab khii.nchtaa huu.n KHud se baahar
Chandra Shekhar Varma
Nazm
hubb-e-watan
sach bataa tuu sabhii ko bhaataa hai
yaa ki mujh se hii teraa naataa hai