SEARCH RESULTS
Showing search results for "subha-e-sad"
Ghazal MATCHES FOR "subha-e-sad"
Ghazal
aa.e jo pesh mai-kada do-chaar mo'taqid
bhaagaa hai shaiKH subha-e-sad chho.D kar
Riyaz Hasan Khan Khayal
Ghazal
zunnaar baa.ndh sub.ha-e-sad-daana to.D Daal
rah-rau chale hai raah ko hamvaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
ye sum.a-o-riyaa to nishaanii hai kufr kii
zunnaar baa.ndh sub.ha-e-sad-daana chho.D kar
Nazm Tabatabai
Ghazal
baavar nahii.n to ashk-e-musalsal ko dekh le
dast-e-mizha me.n sub.ha-e-sad-daana ho gayaa
Shah Naseer
Ghazal
ashk-e-hasrat kii agar hove madad ai zaahid
dil-e-sad-chaak ko mai.n sub.ha-e-sad-daana karuu.n
Raza Azimabadi
Ghazal
luTaa sakte hai.n ulfat me.n vo jaane.n
bahut ai 'saad' matvaale pa.De hai.n
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
'saad' raaz-e-dil kah de aaj un se tuu jaa kar
umr-bhar sataa.egii tujh ko ye jhijhak varna
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
hijr me.n ashk-e-musalsal zaahidaa
aashiqo.n kaa sub.ha-e-sad-daana hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
gaah misl-e-barhaman huu.n ai sanam zunnaar-band
haat me.n zaahid ke gaahe sub.ha-e-sad-daana huu.n
Mirza Daood Beg
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
naza.a me.n aa.e hai.n sad afsos jiite-jii na aa.e
vo hai.n aane ko to ab tayyaar hai.n jaane ko ham
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
samjhe hu.e hai.n kaam nikaltaa hai junuu.n se
kuchh tajraba-e-sub.ha-o-zunnaar to kar le.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
dair-o-haram kaa jis se taqaddus thaa barqaraar
vo irtibaat-e-sub.ha-o-zunnaar kyaa hu.aa
Syed Ghulam Samnani
Ghazal
girah girah jo kahii.n aur rishta rishta kahii.n
ye rasm-e-sub.ha-o-zunnaar to.D dii mai.n ne
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
mashrab-e-ishq me.n hai.n shaiKH-o-barhaman yaksaa.n
rishta-e-sub.ha-o-zunnaar kuu.n ku.i kyaa jaane