SEARCH RESULTS
Showing search results for "suhaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "suhaanaa"
Ghazal
tumhaare shahr kaa mausam ba.Daa suhaanaa lage
mai.n ek shaam churaa luu.n agar buraa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
aarzuu hii na rahii sub.h-e-vatan kii mujh ko
shaam-e-Gurbat hai ajab vaqt suhaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ik pal kii palak par hai Thahrii hu.ii ye duniyaa
ik pal ke jhapakne tak har khel suhaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
muddate.n biit ga.ii.n KHvaab suhaanaa dekhe
jaagtaa rahtaa hai har nii.nd me.n bistar meraa
Nida Fazli
Ghazal
saavan kaa mahiina hai mausam bhii suhaanaa hai
aa jaa.o jo aanaa hai aa jaa.o jo aanaa hai
Sarwar Alam Raz
Ghazal
shelf par rakkhii kitaabe.n sochtii hai.n raat din
ghar se daftar kaa safar kitnaa suhaanaa ho gayaa
Khalid Ghani
Ghazal
surma.ii shaam hai mausam hai suhaanaa aanaa
is se pahle ki mai.n ho jaa.uu.n fasaana aanaa
Mubarik Siddiqi
Ghazal
phir bahaar aa.ii hai gulshan kaa nazaara kar lo
varna ye vaqt suhaana bhii badal jaa.egaa
Azhar Lakhnawi
Ghazal
bichh.Dii hu.ii ruuho.n kaa ye mail suhaana hai
is mail kaa kuchh ehsaa.n jismo.n pe bhii kar jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Akhtar Shumar
Ghazal
Krishn Adeeb
Ghazal
bahut dino.n se mujhe intizaar-e-shab bhii nahii.n
vo rut guzar ga.ii har KHvaab jab suhaanaa thaa
Fatima Hasan
Ghazal
Anand Bakhshi
Ghazal
ye kaa.enaat kii sachchaa.ii ab kahaa.n Dhuu.nDuu.n
suhaanii raat kaa manzar ho aur suhaanaa lage
Aziz-ur-Rahman Shaheed Fatehpuri
Ghazal
kyaa suhaanii thii gha.Dii kaisaa suhaanaa mausam
chaa.nd taaro.n kii hasii.n raat zaraa yaad karo
Syed Arif Ali Arif
Ghazal
Bashir Mehtaab
Ghazal
mujh ko ha.nsne ke liye dost mayassar hai.n bahut
kaash rone ke liye bhii ko.ii shaana miltaa