SEARCH RESULTS
Showing search results for "suit"
Ghazal MATCHES FOR "suit"
Ghazal
rang kaisaa ho ye sochoge to yaad aa.uu.ngaa
jab nayaa suiT KHariidoge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
jis bakse me.n tere suiT rakhe hai.n naa
us me.n merii jeans bhii rakkhii hu.ii hai dost
Naeem Sarmad
Ghazal
kisii ke hijr me.n bhuulii huu.n baaqii rang saare
mirii almaarii me.n har suiT ab kaalaa rakhaa hai
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
u.D na paa.ii ek la.Dkii aasmaa.n me.n jo kabhii
zid hai us kii suiT us ko aasmaanii chaahiye
Prashant Sharma Daraz
Ghazal
achchhaa saa suiT jism par apne sajaa ke vo
KHush hai ki jaise ghar kii bhii haalat badal ga.ii
Farooq Shafaq
Ghazal
safari suiT me.n TaTa safari le ke niklaa hai
vo lekin zehn o dil par bojh bhaarii le ke niklaa hai
Raoof Khair
Ghazal
KHariidaa aur sulaayaa bhii istirii bhii kiyaa
magar samajh nahii.n aatii vo suiT kab pahne.n
Yawar Azeem
Ghazal
naam hii meraa 'vijay' hai dhyaan rakhnaa
suiT kartii hii nahii.n hai haar mujh par
Vijay Potter Singhadiya
Ghazal
kisii bhii tarh se mumkin kahaa.n hai ye 'ishrat'
ki ashk suiT kare.n KHush-KHisaal aa.nkho.n ko
Ishrat Sagheer
Ghazal
Nadeem Asghar
Ghazal
kisii kisii ko hii detaa hai lams kii hiddat
har ek suiT ko vo istirii nahii.n kartaa
Mehr faam
Ghazal
tez qadmo.n se chalo aur tasaadum se bacho
bhii.D me.n sust chaloge to kuchal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
masaktii cholii to logo.n se chhup ke siine ko
vo taage baTtaa thaa aur mai.n suu.ii pirotaa thaa