SEARCH RESULTS
Showing search results for "sultaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "sultaa.n"
Ghazal
ham-suKHan tesha ne farhaad ko shiirii.n se kiyaa
jis tarah kaa ki kisii me.n ho kamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
silsila mere safar kaa kabhii TuuTaa hii nahii.n
mai.n kisii mo.D pe dam lene ko Thahraa hii nahii.n
Sultan Akhtar
Ghazal
jis ahd me.n luT jaa.e faqiiro.n kii kamaa.ii
us ahd ke sultaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
qaraar paate hai.n aaKHir ham apnii apnii jagah
ziyaada rah nahii.n saktaa ko.ii kisii kii jagah
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
ye nahii.n hai ki tujhe mai.n ne pukaaraa kam hai
mere naalo.n ko havaa.o.n kaa sahaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHaraab koshak-e-sultaan o KHaanqaah-e-faqiir
fuGaa.n ki taKHt o musallaa kamaal-e-razzaaqii
Allama Iqbal
Ghazal
ham apnii rindii-o-taa.at pe KHaak naaz kare.n
qubuul-e-hazrat-e-sultaa.n hu.ii hu.ii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
fursat me.n rahaa karte hai.n fursat se zyaada
masruuf hai.n ham log zaruurat se zyaada
Sultan Akhtar
Ghazal
kar liyaa din me.n kaam aaTh se paa.nch
ab chale daur-e-jaam aaTh se paa.nch
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
hazaar kahtaa rahaa mai.n ki yaar ek minute
kiyaa na us ne miraa intizaar ek minute
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
zar zamii.n saltanat se hii hotaa nahii.n
jo de bhuuke ko roTii, vo sultaan hai
Neeraj Goswami
Ghazal
boriyaa saath na jaa.egaa na taKHt-e-sultaa.n
sab baraabar hai.n bashar KHalq se jaane vaale
Mirza Raza Barq
Ghazal
hai.n us ke tasavvur ko ghere hu.e armaa.n sab
rahtaa hai faqiiro.n me.n sultaan mohabbat kaa
Qadr Oraizi
Ghazal
hote hai.n jo sab ke vo kisii ke nahii.n hote
auro.n ke to kyaa ho.nge vo apne nahii.n hote
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
taaqat ye chaar din kii hai taariiKH pa.Dh zaraa
sultaan kitne the jinhe.n sultaanii khaa ga.ii
Nadeem Gullani
Ghazal
ye dil kaa nagar aise to viiraan thaa kab se
laa-raib ise aap ne sunsaan kiyaa hai