SEARCH RESULTS
Showing search results for "sumbul"
Ghazal MATCHES FOR "sumbul"
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
sumbul se vaasta na chaman se munaasibat
is zulf-e-mushk-baar kaa haal ai sabaa na puuchh
Josh Malihabadi
Ghazal
dasht-e-Gurbat me.n rulaate hai.n hame.n yaad aa kar
ai vatan tere gul o sumbul o raihaa.n kyaa kyaa
Akhtar Shirani
Ghazal
saudaa-e-zulf-e-yaar me.n kaafir hu.aa huu.n me.n
sumbul ke taar chaahiye.n zunnaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aka.D se nahii.n kaam sumbul kii ham ko
kisii zulf kaa pech o KHam dekhte hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
jaante hai.n joshish-e-saudaa-e-zulf-e-yaar me.n
sumbul-e-baaliida ko muu-e-sar-e-diivaana ham
Mirza Ghalib
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
mauj-e-shamiim-e-sumbul-o-raihaa.n ke darmiyaa.n
vaa hai musaahibat kaa dariichaa tire liye
Josh Malihabadi
Ghazal
ruKH jo zer-e-sumbul-e-pur-pech-o-taab aa jaa.egaa
phir ke burj-e-sumbule me.n aaftaab aa jaa.egaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
lipTii hai choTii yaar kii phuulo.n ke haar me.n
sumbul ne gul khilaa.e hai.n fasl-e-bahaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zulf-e-sumbul nik.hat-e-gul mauj-e-sabza mauj-e-aab
baaG me.n ko.ii jagah KHaalii na dekhii daam se