SEARCH RESULTS
Showing search results for "sunaa.uu.n"
Ghazal MATCHES FOR "sunaa.uu.n"
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kyuu.n kisii aur ko dukh dard sunaa.uu.n apne
apnii aa.nkho.n se bhii mai.n zaKHm chhupaa.uu.n apne
Anwar Masood
Ghazal
mile mujh ko Gam se fursat to sunaa.uu.n vo fasaana
ki Tapak pa.De nazar se mai-e-ishrat-e-shabaana
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
raaz kyaa kyaa hai.n mire dil me.n sunaa.uu.n kaise
zaKHm kis kis ne diye hai.n ye bataa.uu.n kaise
Elma Hashmi
Ghazal
Himanshi Babra
Ghazal
haalat-e-haal mai.n kyaa ro ke sunaa.uu.n tujh ko
tuu nazar aa.e to palko.n pe biThaa.uu.n tujh ko
Mubashshir Saeed
Ghazal
kyaa haal-e-dil sunaa.uu.n tujhe dekhne ke baad
vo dil kahaa.n se laa.uu.n tujhe dekhne ke baad
Dr. Rahi
Ghazal
kahaa.n kahaa.n se sunaa.uu.n tumhe.n fasaana-e-shab
taviil guzraa hai mujh par bahut zamaana-e-shab
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
kyaa sunaa.uu.n dil-e-muztar kaa fasaana tum ko
mai.n ne chaahaa thaa kabhii ek zamaana tum ko
Maaham Shah
Ghazal
tum bhii mu.nh chuum lo be-saaKHta pyaar aa jaa.e
mai.n sunaa.uu.n jo kabhii dil se fasaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
zabt kam-baKHt ne yaa.n aa ke galaa gho.nTaa hai
ki use haal sunaa.uu.n to sunaa bhii na sakuu.n
Ameer Minai
Ghazal
dikhaa.uu.n daaG-e-mohabbat jo naagavaar na ho
sunaa.uu.n qissa-e-furqat agar buraa na lage
Nasir Kazmi
Ghazal
sunaa.uu.n kyaa tujhe ai dost maajraa dil kaa
bahut ajiib rahaa hai mo.aamla dil kaa
Ateeq Ahmad Jazib
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kis ko sunaa.uu.n haal dil-e-be-qaraar kaa
miltaa nahii.n hai ko.ii bashar e.atibaar kaa
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
samajh me.n aataa nahii.n hai ki gungunaa.uu.n kyaa
vo KHud Gazal hai use mai.n Gazal sunaa.uu.n kyaa