SEARCH RESULTS
Showing search results for "surma-e-absaar"
Ghazal MATCHES FOR "surma-e-absaar"
Ghazal
'chandaa' ko tum se chashm ye hai yaa alii ki ho
KHaak-e-najaf ko surma-e-absaar dekhnaa
Mah Laqa Chanda
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lillaahil-hamd ki darbaar-e-KHaraabaat kii KHaak
surma-e-diida-e-saahib-nazraa.n hai ab tak
Josh Malihabadi
Ghazal
ye bistare kii haraarat ye Doltii zanjiir
kivaa.D tohfa-e-baab-e-asar kii raunaq hai
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
go ki auro.n kii hu.ii.n surme se aa.nkhe.n raushan
surma-e-biinish-e-saahib-nazaraa.n aur hii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
bantaa 'asad' mai.n surma-e-chashm-e-rikaab-e-yaar
aayaa na merii KHaak pe vo shah-savaar haif
Mirza Ghalib
Ghazal
surma-e-muft-e-nazar huu.n mirii qiimat ye hai
ki rahe chashm-e-KHariidaar pe ehsaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
surma-e-KHaak-e-madiina jo lagaa aa.nkho.n me.n
misl aa.iine ke aa.nkho.n ke nagiine chamke
Razia Halim Jang
Ghazal
surma-e-chashm-e-inaayat kii hikaayat chho.Do
aaj har aa.nkh me.n aaho.n kaa dhu.aa.n hai ki nahii.n
Jafar Tahir
Ghazal
surma-e-diida-e-ushshaaq hai ye ai KHuubaa.n
apne kuuche se mirii KHaak na barbaad karo
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
jo chaahte ho asaa Tek kar uThe biimaar
lagaa.o surma-e-dumbaala-daar aa.nkho.n me.n
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
surma-e-makr-o-fareb aa.nkho.n me.n jab se hai lagaa
tab se hai KHuub izaafa had-e-biinaa.ii me.n
Anis Shah Anis
Ghazal
Pasha Rahman
Ghazal
aise chhape ki surma-e-chashm-e-jahaa.n hu.e
aise khule ki barq-e-sar-e-tuur ho ga.e