SEARCH RESULTS
Showing search results for "sust"
Ghazal MATCHES FOR "sust"
Ghazal
tez qadmo.n se chalo aur tasaadum se bacho
bhii.D me.n sust chaloge to kuchal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
raah takte hai.n kahii.n duur ka.ii sust charaaG
aur havaa tez hu.ii jaatii hai achchhaa mire dost!
Idris Babar
Ghazal
ishq kii raah me.n hai charKH-e-makaukab kii vo chaal
sust-rau jaise ko.ii aabla-paa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
bahut hii sust thaa manzar lahuu ke rang laane kaa
nishaa.n aaKHir hu.aa ye surKH-tar aahista aahista
Muneer Niyazi
Ghazal
piir-e-mai-KHaana ye kahtaa hai ki aivaan-e-fara.ng
sust-buniyaad bhii hai aa.iina-diivaar bhii hai
Allama Iqbal
Ghazal
raushnii ruuh kii aatii hai magar chhan chhan kar
sust-rau abr kaa Tuk.Daa hai tabii'at us kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
chustii-e-tab.a se ustaad kaa hai qaul 'amiir'
ho zamii.n sust magar chaahiye achchhaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
hisaar-e-aatish-e-namruud me.n ghiraa huu.n mai.n
ab itnii sust qadam kyuu.n hai.n rahmate.n terii
Anjum Irfani
Ghazal
bunyaan-e-umr sust hai aur mun.imaan-e-dahr
maGruur apne ko shak-e-aalii binaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sust raftaar taare bhii aa.nkhe.n jhapakne lage
Gam ke maaro gha.Dii do gha.Dii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
ko.ii ho sust-paimaa.n bhii to yuu.n ho
ye shaam-e-be-sahar hai aur mai.n huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chal mai.n tujhe raftaar kaa andaaz sikhaa duu.n
ham-raah mire sust-qadam mujh se judaa tez