SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.dkhan"
Ghazal MATCHES FOR "ta.dkhan"
Ghazal
hu.aa hai dair-o-haram me.n jo mo.atakif vo yaqiin
takaan-e-kashmakash-e-ehtimaal hai shaayad
Jaun Eliya
Ghazal
ik havaa-e-be-takaa.n se aaKHirash murjhaa gayaa
zindagii bhar jo mohabbat ke shajar botaa rahaa
Bashir Badr
Ghazal
qadmo.n me.n bhii takaan thii ghar bhii qariib thaa
par kyaa kare.n ki ab ke safar hii ajiib thaa
Parveen Shakir
Ghazal
aa.nkho.n me.n mat rok mujhe jaanaa hai udhar
ye rasta khultaa hai jis tah-KHaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
tiraa saaya pa.Daa thaa jis jagah par
mai.n us ke niiche tah-KHaane banaa luu.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
jaise hii ziina bolaa tah-KHaane kaa
kunDlii maar ke baiThaa saa.np KHazaane kaa
Allama Talib Jauhari
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
terii aavaaz saveraa tirii baate.n ta.Dkaa
aa.nkhe.n khul jaatii hai.n ejaaz-e-suKHan kyaa kahnaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chale to aa.e hai.n ham KHvaab se haqiiqat tak
safar taviil thaa ab tak takaan baaqii hai
Hasan Kamal
Ghazal
mire nasiib me.n rasto.n kii dhuul likkhii thii
na mil sakii mujhe manzil takaan se pahle
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
tamaam din kii mashaqqat-bharii takaan ke ba.ad
tamaam raat mohabbat se phir jagaa.uu.n use