SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.dpe.ngii"
Ghazal MATCHES FOR "ta.dpe.ngii"
Ghazal
barahna machhliyaa.n ta.Dpe.ngii garm saahil par
kiran-kiran unhe.n suuraj-shanaas kar degii
Javed Akram
Ghazal
Meeraji
Ghazal
ta.Dpuu.ngaa umr-bhar dil-e-marhuum ke liye
kam-baKHt naa-muraad la.Dakpan kaa yaar thaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
tum agar chho.D ga.e mujh ko to yuu.n ta.Dpuu.ngaa
saarii duniyaa ko Gam-e-dard-e-judaa.ii duu.ngaa
Qamar Jalalabadi
Ghazal
zer-e-zamii.n bhii ta.Dpe.nge ai aasmaan-e-husn
betaab tere gor me.n bhii chain paa chuke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Aabid Adeeb
Ghazal
ab apne aap se ik zid sii ho ga.ii hai mujhe
mai.n zaKHm khaa.uu.ngaa ta.Dpuu.ngaa muskuraa.uu.ngaa
Irfan Jafari
Ghazal
is va.ada-KHilaafii ne agar jaan hii le lii
phir jhuuTii tasallii tirii ta.Dpaa.egii kis ko
Jalal Lakhnavi
Ghazal
Nisar Nasik
Ghazal
aap apnii aag me.n ham haath taape.nge 'adiib'
jab december saath apne barf-baarii laa.egaa
Krishn Adeeb
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
bas ab ai dil ki qasam khaa.ii hai us zaalim ne
jo ta.Daptaa hai use aur bhii ta.Dpaa.e.nge ham
Raheel Farooq
Ghazal
Mushtaq Singh
Ghazal
Iftikhar Raghib
Ghazal
ik duusre se ho ke alag KHush rahegaa kaun
ta.Dpe.nge ham bhii KHud bhii tum aa.nsuu bahaa.oge