SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.dpo"
Ghazal MATCHES FOR "ta.dpo"
Ghazal
der se so kar uThne vaalo ta.Dpo lekin shor na ho
tum ko haq hai aa.iino.n ko to.Do lekin shor na ho
Mohsin Asrar
Ghazal
tum ta.Dpo misl-e-mauj mai.n ta.Dpuu.n misaal-e-barq
tum ko na ho qaraar na mujh ko qaraar ho
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
rah rah ke na ta.Dpaa.o ai be-dard masiihaa
haatho.n se mujhe zahr pilaa kyuu.n nahii.n dete
Hasrat Jaipuri
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
ishq pahle bhii kiyaa hijr kaa Gam bhii dekhaa
itne ta.Dpe hai.n na ghabraa.e na tarse pahle
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
tum ne itne tiir chalaa.e sab KHaamosh rahe
ham ta.Dpe to duniyaa bhar ke ilzaamaat lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
kaam aaKHir jazba-e-be-iKHtiyaar aa hii gayaa
dil kuchh is suurat se ta.Dpaa un ko pyaar aa hii gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
muKHtasar ye hai hamaarii daastaan-e-zindagii
ik sukuun-e-dil kii KHaatir umr bhar ta.Dpaa kiye
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
misaal-e-maahii-e-be-aab mauje.n ta.Dpaa kii.n
habaab phuuT ke ro.e jo tum nahaa ke chale