SEARCH RESULTS
Showing search results for "taa-arz-e-shauq"
Ghazal MATCHES FOR "taa-arz-e-shauq"
Ghazal
taa-arz-e-shauq me.n na rahe bandagii kii laag
ik sajda chaahtaa huu.n tire aastaa.n se duur
Fani Badayuni
Ghazal
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
ma.aal-e-valvala-e-arz-e-shauq kyaa kahiye
zabaan kaisii nazar se KHitaab ho na sakaa
Sarosh Lucknowi
Ghazal
muKHtasar thii daastaan-e-arz-e-shauq
bujh ke kuchh taare mizha par rah ga.e
Anand Narayan Mulla
Ghazal
kyaa jaane 'saa.ib' aaj ye dauraan-e-arz-e-shauq
kyuu.n daf.atan vo chehra-e-KHandaa.n badal gayaa
Saib Tonki
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
taabish-e-husn-e-yaar ne chhiin lii taab-e-arz-e-shauq
jitne qariib aa.e vo utne hii faasle ba.Dhe
Ejaz Warsi
Ghazal
raqs ke vaqfe me.n jab karne ko thaa mai.n arz-e-shauq
ko.ii us ko mere pahluu se uThaa kar le gayaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
mai.n aur arz-e-shauq mirii kyaa majaal hai
hotaa hai us taraf se ishaaraa kabhii kabhii
Nawab Moazzam Jah Shaji
Ghazal
har chand arz-e-shauq hai paaband-e-ehtiyaat
sab kuchh tumhe.n sunaa.uu.n agar meraa bas chale
Hadi Rifat
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
tamtamaa uThe vo aariz mere arz-e-shauq par
husn jaag uThaa vahii.n jab ishq ne fariyaad kii
Asghar Gondvi
Ghazal
mirii Gayuur tabii.at pe us ko hairat hai
ki arz-e-shauq kaa us se na phir i.aada kiyaa
Habab Hashmi
Ghazal
phir dil ko ‘arz-e-shauq ke qaabil banaa diyaa
phir muztarib hai.n un kii masiihaa.iyo.n se ham
Haqqi Hazeen
Ghazal
aksar yahii hu.aa hai ki jab arz-e-shauq me.n
ujlat na ho sakii hai to taaKHiir bol uThii
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Ghazal
ai 'arz-e-shauq muzhda ki dil chaak ho gayaa
takliif parda-daari-e-hasrat nahii.n rahii
Fani Badayuni
Ghazal
merii arz-e-shauq be-maa'nii hai un ke vaaste
un kii KHaamoshii bhii ik paiGaam hai mere liye
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
ravaa nahii.n hai agar ye to naaravaa bhii nahii.n
ki arz-e-shauq se tauhiin-e-mudda.aa bhii nahii.n
Nudrat Kanpuri
Ghazal
radd-e-savaal se nahii.n be-KHauf arz-e-shauq
phir baat kyaa kare.nge agar baat bhii ga.ii