SEARCH RESULTS
Showing search results for "taa.uun-o-tap"
Ghazal MATCHES FOR "taa.uun-o-tap"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
haal-e-tap-e-hijr kuchh na puuchho
dil khaa chukii jaan khaa rahii hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
diyaa mariiz-e-mohabbat ko nusKHa-e-tap-e-diq
tujhe ilaaj bhii ai chaaraagar nahii.n aataa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
bahaar me.n na chalaa zo.af se junuu.n kaa zor
ki apnaa pairahan-e-tan ye dhajjiyaa.n na hu.aa
Wafa Lakhnavi
Ghazal
soz-e-tap-e-furqat se ye haal hu.aa 'vaasif'
tasviir ke kaaGaz me.n tabKHiir nazar aa.ii
Mohammad Mirza Wasif Rudaulvi
Ghazal
kiije bayaa.n suruur-e-tap-e-Gam kahaa.n talak
har muu mire badan pe zabaan-e-sipaas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sadme se shab-e-hijr ke jiitaa jo bachaa tuu
biimaar-e-tap-e-hijr tirii umr ba.Dii thii
Shuoor Bilgrami
Ghazal
az-bas-ki sabt-e-naama hai soz-e-tap-e-daruu.n
qaasid kaa haath hai yad-e-baizaa kaliim kaa
Momin Khan Momin
Ghazal
ban ga.ii har rag-e-jaa.n rishta-e-sham’-e-sozaa.n
naasehaa puuchh na soz-e-tap-e-furqat kyaa hai
Raft Bahraichi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
mere iisaa se mire dard kaa darmaa.n hogaa
sharbat-e-vasl ilaaj-e-tap-e-hijraa.n hogaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
uryaa.n haraarat-e-tap-e-furqat se mai.n rahaa
har baar mere jism kii poshaak jal ga.ii
Mirza Raza Barq
Ghazal
ham ne dil soz-e-tap-e-hijr se jalne na diyaa
saath aaho.n ke dhu.aa.n mu.nh se nikalne na diyaa
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
niklii jo ruuh ho ga.e ajzaa-e-tan KHaraab
ik sham' bujh ga.ii to hu.ii anjuman KHaraab