SEARCH RESULTS
Showing search results for "taabe"
Ghazal MATCHES FOR "taabe"
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
ab nahii.n taab-e-sipaas-e-husn is dil ko jise
be-qraar-e-shikva-e-bejaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
taab-e-nazzaara nahii.n aa.ina kyaa dekhne duu.n
aur ban jaa.e.nge tasviir jo hairaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.n jal gayaa na taab-e-ruKH-e-yaar dekh kar
jaltaa huu.n apnii taaqat-e-diidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
thii taab-e-husn shoKHii-e-tasviir-e-yaar me.n
bijlii chamak ga.ii nazar-e-be-qaraar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tire na aaj ke aane me.n sub.h ke mujh paas
hazaar jaa.e ga.ii tab-e-bad-gumaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai dil-e-naa-aaqibat-andesh zabt-e-shauq kar
kaun laa saktaa hai taab-e-jalva-e-diidaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
vo taab-e-dard vo saudaa-e-intizaar kahaa.n
unhii ke saath ga.ii taaqat-e-shakebaa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
dushnaam-e-yaar tab-e-hazii.n par giraa.n nahii.n
ai ham-nafas nazaakat-e-aavaaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
jalva hai mujhii se lab-e-dariyaa-e-suKHan par
sad-ra.ng mirii mauj hai mai.n tab-e-ravaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
yaa hairat-e-'faaraabii' yaa taab-o-tab-e-'ruumii'
yaa fikr-e-hakiimaana yaa jazb-e-kaliimaana
Allama Iqbal
Ghazal
ye mushagaafiyaa.n hai.n giraa.n tab-e-ishq par
kis ko dimaaG-e-kaavish-e-zaat-o-sifaat hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har-chand mirii quvvat-e-guftaar hai mahbuus
KHaamosh magar tab-e-KHud-aaraa nahii.n hotii